Kore Kagaj Pe Likhwale - _Eagle Ultra Classic Jhankar ( PAHLA PAHLA PYAR ) Song 1080p HD By Amit G

#Maine_Pyar_Kiya_Ye_Dil_Tujhe_Diya #HDgaane #Eagle_Ultra_Classic_Jhankar kore kagaz pe likhwale niche dastakhat karwale kore kagaz pe likhwale niche dastakhat karwale angutha lagwa le angutha lagwa le maine pyaar kiya ye dil tujhe diya ki maine pyaar kiya ye dil tujhe diya kore kagaz pe likhwale niche dastakhat karwale kore kagaz pe likhwale niche dastakhat karwale angutha lagwa le angutha lagwa le maine pyaar kiya ye dil tujhe diya ki maine pyaar kiya ye dil tujhe diya aaj se apni chundari par naam tera likh leti hu aaj se apni chundari par naam tera likh leti hu apni bich ki ungali ka main naap tujhe de deti hu jaldi anguthi banwale jaldi anguthi banwale meri ungali me pehna de angutha lagwa le angutha lagwa le maine pyaar kiya ye dil tujhe diya ki maine pyaar kiya ye dil tujhe diya maine ye ikraar kiya apne rab ke samane maine ye ikraar kiya apne rab ke samane tu bole jo bol du sabke samane mujhse sau vade karwale mujhse sau vade karwale mujhse sau kasame uthwale angutha lagwa le angutha lagwa le maine ikraar kiya apne rab ke samane maine ikraar kiya apne rab ke samane pyaar karenge hum lekin duniya ke dastur se pyaar karenge hum lekin duniya ke dastur se bharde meri maang peeya chutki bhar sindur se chaar gawah tere bulwale chaar gawah tere bulwale chaar gawah tere bulwale angutha lagwa le angutha lagwa le maine ikraar kiya apne rab ke samane maine ikraar kiya apne rab ke samane kore kagaz pe likhwale niche dastakhat karwale angutha lagwa le angutha lagwa le maine pyaar kiya ye dil tujhe diya ki maine pyaar kiya ye dil tujhe diya
Back to Top