Lal Red Methye Tarbooz ki Pehchan by Saeed Gachak Wala Vehari | Watermelom Benifits in Urdu/Hindi
In this video Saeed bhai will tell us how to check Red & Sweet Watermelon before buying.
Ghizaye mahreen es bat par mutfiq hain keh tarbooz mosam garma ki shidat aur lo ke asrat se mehfooz rakhta hai. Tarbooz peshab awar hai.
Ye maide ki sozish aur peshab ki jaln ko khatim karta hai. Safravi shikayat mein khas toor par mufeed hai. Tarbooz ko khana khane se foran pehle ya foran bad istemal nahin karna chahye.
Khana khane ke foran bad es ka khana baz aukat sakhat muzer ho jata hai. Es ki wajah yeh hai keh khana maide mein kuch dair parha rehta hai aur rafta rafta agay barhta howa hazmo jazb hota rehta hai.
1 view
805
274
4 months ago 00:06:45 1
Navarasam - Thaikkudam Bridge - Official Music Video HD