Rumi , The Last Sonnet Of Rumi By Mohsen Daee Nabi +lyrics
“Sometime during the night after composing this poem, Mawlânâ died. It was the night of December 17, 1273, Sunday, the fifth of the Islamic lunar month, Jumâda ’l-âkhir, A.H. 672. “
Urdu Translation :
1) jao aram karo Aur mujhy tanha chor do
mujhy barbadi aur Shab Aawargi main mubtala karo
2) ham hain aur moj e gham hai , aur shab e tanhai hai
Chaho to rehm karo aur Wapis A jao
Aur agar chaho to jafa karo aur chaly jao
3) Main Behty Ansu’on k sath , gutno’n k Bal gousha e Gham ki Janib Rawan Hun
aur itny ansoo beh rahy hain k un sy so charkh(chaki, Mill) gumaye ja sakty hain
4) mujh sy doori tumhen musibat sy door kar dy gi
lihaza is khatarnak rasty ko tark karty huye salamti k rasty par jao
5) kal rat khawab main , main ny koo e ishq main aik borha dekha
wo apny hath sy ishara sy ke raha tha k meri taraf ao (Paigham E Mout)
(Yani Ishq Ki Manzil Sy Bulawa Aya Hai)
6) gar rasty main samp hai
1 view
1021
323
2 weeks ago 00:02:29 1
Цветок из апельсина! Flower of orange! Украшения из фруктов! Decoration of fruit!
4 weeks ago 01:38:27 1
Разин: главный разбойник страны (Чернов, Соколов, Комнатный Рыцарь) / “Минутная История“